Deep Poetry In Urdu | Sad Deep Shayari In Urdu Text 2023

Suppose you’re searching for Urdu poetry texts with images, deep poetry in Urdu text, Urdu poetry in Urdu text, love poetry in Urdu text, attitude poetry in Urdu text, romantic poetry in Urdu for lovers SMS, love poetry in Urdu SMS, deep poetry in Urdu text. In that case, you’re at the right place.

The best Urdu poetry text with pics in 2023 HD can be copied and pasted for your Instagram post, WhatsApp or Facebook status. Urdu poetry is the best way to show your love and affection to your lover when you can’t explain it to them.

deep poetry in urdu text

The finest deep poetry in Urdu, including deep Shayari on life, deep poetry about life in Urdu, deep poetry in Urdu text, deep Shayari in Urdu, deep sad poetry in Urdu 2 line about life, deep Shayari on life in Urdu, and deep 4 line heart touching poetry. Ab poetry.

Also Read: Intezar Poetry in Urdu

جب پیٹ اور تکبر حد سے بڑھ جائے
تو کوئی چاہ کے بهی گلے نہیں لگا سکتا

Jab pet aur takabbur had se barh jaaye,
To koi chah ke bhi galey nahin laga sakta

Deep poetry in Urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

One line deep poetry in urdu

بہت فرق ہوتا ہے تعلیم یافتہ لوگوں
میں اور سند یافتہ لوگوں میں

Bohat farq hota hai taleem yafta logon
Main aur sand yafta logon mein

Deep poetry in Urdu
best Deep poetry in Urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل کا اچھا ہونے سے بہتر ہے زبان کا اچھا ہونا
کیونکہ لوگوں کا واسطہ سب سے پہلے آپ کی زبان سے پڑتا ہے
دل تک تو کچھ لوگ ہی پہنچتے ہیں

Dil ka acha honay se behtar hai zabaan ka acha hona
Kyunki logon ka wasta sab se pehle aap ki zabaan se padta hai
Dil tak to kuch log hi pohanchtay hain

Deep poetry in Urdu
Deep poetry in Urdu for boys

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس دنیا میں ہر چیز مہنگی ہے
پانے سے پہلے اور کھونے کے بعد

Is duniya mein har cheez mehngi hai
paanay se pehle aur khonay ke baad

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عقل جتنی چھوٹی ہو گی
زبان اتنی لمبی ہو گی کیوں کہ
برتن وہی شور کرتا جو خالی ہو

Aql jitni chhoti hogi,
Zabaan utni lambi hogi kyun ke
Bartan wahi shor karta jo khali ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep poetry in Urdu about life 

انسان بھی بڑی عجیب چیز ہے
پیسہ کماتے کماتے صحت سے ہاتھ دھو بیٹھتا ہے
اور پھر صحت پا لینے کے لئے سارا پیسہ لٹا دیتا ہے
جیتا ایسے ہے کہ جیسے مرنا ہی نہیں
اور مر ایسے جاتا ہے کہ جیسے کبھی جیا ہی نہیں

Insaan bhi bari ajeeb cheez hai
Paisa kamate kamate sehat se haath dho bethata hai
Aur phir sehat pa lene ke liye saara paisa luta deta hai
Jeeta aise hai jaise marna hi nahi
Aur mar aise jaata hai jaise kabhi jia hi nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ذہن تھک جاۓ تو مصروفیت کم کر دیجیے
دل تھک جاۓ تو مصروفیت بڑھا دیجیے

Zehan thak jaaye to masroofiyat kam kar dijiye,
Dil thak jaaye to masroofiyat barha dijiye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جنہیں غصہ آتا ہے وہ لوگ سچے ہوتے ہیں
کیونکہ میں نے اکثر جھوٹوں کو مسکراتے دیکھا ہے

Zehan thak jaaye to masroofiyat kam kar dijiye,
Dil thak jaaye to masroofiyat barha dijiye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یقین کی پختہ دیوار میں
اگر شک کی دراڑ پڑ جائے
تو وہ معذرت کے گارے سے بھر تو سکتی ہے
لیکن اس کے نشانات باقی رہتے ہیں

Yaqeen ki pukhta deewar mein
Agar shak ki daraar par jaaye
To woh muaafi ke gare se bhar to sakti hai
Lekin us ke nishaanat baqi rehte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بلندی سے کھڑے ہو کر نیچے حقارت سے مت دیکھیں
بلکہ یہ سوچیں کہ کبھی آپ بھی نیچے کھڑے تھے

Bulandi se khade ho kar neeche haqarat se mat dekhein,
Balkay yeh sochein ke kabhi aap bhi neeche khade thay

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

heart touching deep poetry in urdu

اپنے جسم کے وقار کے لیے اپنا سر اونچا رکھیں
اور اپنی ذات کے وقار کے لئے اپنی نظر اور لہجھ ہمیشہ نیچے رکھیں

Apne jism ke waqar ke liye apna sar ooncha rakhein
Aur apni zat ke waqar ke liye apni nazar aur lehje hamesha neeche rakhein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت کے قیمتی لمحات اگر انا کی نذر کر دئیے جائیں
تو ہاتھ میں بس گھڑی رہ جاتی ہے اور وقت نکل جاتا ہے
Mohabbat ke qeemti lamhaat agar ana ki nazr kar diye jayen
To haath mein bas ghadi reh jaati hai aur waqt nikal jaata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جس طرح درخت کی قیمت اس کے پھل کے حساب سے ہوتی ہے
اسی طرح انسان کی قیمت اس کے اخلاق کے حساب سے ہوتی ہے

Jis tarah darakht ki qeemat us ke phal ke hisaab se hoti hai,
Usi tarah insaan ki qeemat us ke akhlaq ke hisaab se hoti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏مسکراہٹ ایک دعا ہے
لیا کیجئے دیا کیجئے

Muskarahat ek dua hai,
Liya kijiye, diya kijiye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تکبر کر کے اتنا ٹیڑھا مت چلیں زور
آور دیواریں جب ٹیڑھی ہو جائیں تو گر پڑتی ہیں

Takabbur kar ke itna teercha mat chalien zor
Aur deewarain jab teerchi ho jaati hain to gir jaati hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

منزل سے آگے بڑھ کر منزل تلاش کر
مل جائے تجھ کو دریا تو سمندر تلاش کر

Manzil se aage barh kar manzil talash karein
Mil jaaye tum ko dariya to samandar talash karein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Best deep poetry in urdu

جب لوگ راستے بدلنے کا سوچ لیتے ہیں
تو سب سے پہلے وہ رابطے کم کردیتے ہیں

Jab log raaste badalne ka soch lete hain,
To sab se pehle woh rabtay kam kardete hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏لوگ اچھا پڑھنے اور اچھا لکھنے والے کو قابل کہتے ہیں
جبکہ قابل وہ ہے جو اچھا سوچے اور اچھا بولے

Log acha parhnay aur acha likhnay walay ko qabil kehte hain,
Jabke qabil woh hai jo acha sochay aur acha bole

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اگر آپ اپنی تعریف سن کے خوش ہونے کی بجاۓ
شک میں پڑ جاتے ہیں تو یقین مانیں آپ کو عقل آ چکی ہے

Agar aap apni tareef sun ke khush honay ki bajaaye
Shak mein par jaate hain to yakeen maanein aap ko aqal aa chuki hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نیکیاں کرتے جاؤ دریا میں ڈالتے جاؤ جب کبھی زندگی میں
کوئی طوفان آئے تو یہی نیکیاں کشتی بن جائیں گی

Nekiyaan karte jao darya mein daalte jao jab kabhi zindagi mein,
Koi toofan aaye to yehi nekiyaan kashti ban jaati hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

new deep poetry in urdu

نیک بننے کی کوشش ایسے کیا کرو
جیسے خوبصورت بننے کی کرتے ہو

Nek banne ki koshish aise kiya karo,
Jaise khubsurat banne ki karte ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ناکامی کی سب سے بڑی وجہ یہ ہے
انسان سمجھتا ہے کہ اس کے پاس وقت بہت ہے

Nakaami ki sab se badi wajah yeh hai
Insaan samajhta hai ke us ke paas waqt bohat hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں جس کی آرزو میں خدا تک پہنچ گیا
میرے لیے وہ شخص بنایا نہیں گیا
وہ مجھے کہتی تھی کہ کم ہنسا کرو
اسکے جانے کے بعد ہنسنا بھول گیا

Main jis ki aarzoo mein Khuda tak pohanch gaya
Mere liye woh shakhs banaya nahin gaya
Woh mujhe kehti thi ke kam hasna karo
Us ke jaane ke baad hasna bhool gaya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو انسان اپنے حصے کی روٹی بھی بانٹ دیتا ہے
اس انسان کا رزق کبھی کم نہیں ہوتا

Jo insaan apne hisse ki roti bhi baant deta hai
Us insaan ka rozi kabhi kam nahin hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زندگی میں گرنا بھی اچھا ہوتا ہے اوقات کا پتہ چلتا ہے
بڑھتے ہیں جب ہاتھ اٹھنے کو تو اپنوں کا پتہ چلتا ہے

Zindagi mein girna bhi acha hota hai, auqat ka pata chalta hai
Barhte hain jab haath uthane ko to apnon ka pata chalta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Deep poetry in urdu

I hope you like my poetry collection in Urdu Hindi and that this post is valuable to you. If valuable, please share and give feedback to this post below in the comments box. Thanks

Leave a Comment