Dear reader, we are delighted to present this collection of life quotes in Urdu, meticulously curated to uplift your spirits. These Urdu quotes have the power to transform your mood. We sincerely hope that you find this collection of motivational quotes in Urdu inspiring and that you will share it with your friends, helping us spread even more positivity.
In addition, we invite you to explore our other posts, including sad poetry, love poetry, deep poetry, Sufi poetry, Islamic quotes, and much more.
Quotes in Urdu About Life Reality
اگر آپ چاہتے ہو کہ آپ کے خواب سچ ہوں
تو پہلے آپ کو جاگنا ہوگا
Agar ap chahty hu aap kay khuwaab Such hu
tw phly aap ko jaagna huga.
زندگی میں کامیابی لکیروں سے نہیں ہوتی
پیشانی کے پسینے سے ملتی ہے۔
zindagi mein kamyabi lakiron se nahi hoti
peshani ke paseenay se milta hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عروج ملنے پر انسان خدا نہ بن جائے
اسی لیے خدا نے زوال رکھا ہے
Urooj Milne Par Insan Khuda Na Ban Jaye
Isi Liye Khuda Ne Zawal Rakha Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہاں کے لوگ اپنی غلطیوں کو قبول نہیں کرتے
کسی کو اپنا کیسے سمجھیں۔
yahan ke log apni ghaltion ko qubool nahi karte
kisi ko apna kaisay samjhain .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو انسان پانی سے نہاتا ہے وہ لباس بدلتا ہے
مگر جو انسان پسینے سے نہاتا ہے وہ اتہاس بدلتا ہے
Jo Insaan Pani se Nahata hai Wo Lebas badalta hai
Magar jo Insaan Paseene se Nahata hai Wo Itehas badalta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سانپ سو سال بعد انسان بن جاتا ہے
اور انسان کو جب موقع ملتا ہے سانپ
بن جاتا ہے
Saanp So Saal Bad Insan Ban Jata Hai
Aur Insan Ko Jab Moka Milta Hai Saanp
Ban Jata Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محنت کرتے رہیں
آج نہیں تو کل زندگی اپکوبھی موقع دے گی۔
Mehnat karte rahen
aaj nahi to kal zindagi tumhe bhi mauqa day gi .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پوری دنیا میں صرف ایک ہی شخص ہے
جو
آپ کی زندگی کو بدل سکتا ہے
اور وہ آپ خود ہیں
Poori Dunya Main Sirf Aik He Shakas Hai
Jo
Ap Ki Zindagi Ko Badal Sakta Hai
Aur Wo Ap Khud Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Life Quotes in Urdu 2 Lines
زندگی ہمیشہ دوسرا موقع دیتی ہے! اسی کو ہم کل کہتے ہیں
Zindagi hamesha dosra mauqa deti hai! Isi ko hum kal kehte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی ہر جینے والے
کے پاس نہیں ہوتی
Zindagi Har Jeeny Wale
Ke Pass Nahi Hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
لوگ کہتے ہیں کہ زندگی اپنے طریقے کے مطابق جینے کے لیے ملی ہے، لیکن وہی لوگ صبح ہوتے ہی کسی اور کے مطابق جینے لگتے ہیں۔”
Log kehte hain ke zindagi –apne tareeqay ke mutabiq jeeney ke liye mili hai, lekin wohi log subah hotay hi kisi aur ke mutabiq jeeney lagtay hain.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آستینوں کو جھاڑ کے دیکھو
آدھا زہر تو اپنوں کا نکلے گا
Asteeno Ko Jhaar Ke Dekho
Aadha Zehar To Apno Ka Nikle Ga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی میں کوئی فرق نہیں پڑتا
کتنی زندگی گزاری ہے،
بلکہ اس سے فرق پڑتا ہے۔
آپ زندگی میں کتنے خوش ہیں
zindagi mein koi farq nahi parta
kitni zindagi guzari hai ,
balkay is se farq parta hai .
aap zindagi mein kitney khush hain ?
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جس نے سُکھ میں شکر ادا کیا
اُس نے دکھ میں ربّ کو بہت قریب پایا
Jis Ne Sukh Main Shukar Aada Kia
Us Ne Dukh Main Rabb Ko Bohat Qareeb Paya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی کبھی زندگی میں کسی چیز سے ڈر لگتا ہے
اس لیے اسے کبھی بھی آپ پر غلبہ نہ ہونے دیں،
بلکہ اس پر حملہ کر کے اسے ختم کر دو۔
kabhi kabhi zindagi mein kisi cheez se dar lagta hai
is liye usay kabhi bhi aap par ghalba nah honay den ,
balkay is par hamla kar ke usay khatam kar do .
Unique Quotes on Life in Urdu
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خواب جن کے اونچے اور مست ہوتے ہیں
امتحان بھی ان کے زبردست ہوتے ہیں
Khuwab Jin Ke Oonchy Aur Masat Hoty Hain
Imtihaan Bhi Un Ke Zabardast Hoty Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ شخص جو شکست کے خوف سے کبھی آگے نہیں بڑھتا
وہ شخص زندگی میں کبھی کامیاب نہیں ہو سکتا۔
woh shakhs jo shikast ke khauf se kabhi agay nahi barhta
woh shakhs zindagi mein kabhi kamyaab nahi ho sakta .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
غور کیا جب زندگی کے فلسفوں پر
بات مٹی سے شروع ہو کر مٹی میں جا ملی
Goor Kia Jab Zindagi Ke Falsfon Par
Baat Matti Se Shru Ho Kar Matti Main Ja Mili
اوپر اٹھنے میں وقت تو لگتا ہے
پھر چاہے سورج ہی کیوں نہ ہو دھیرے دھیرے اگھتا ہے
per Uthne main Waqt to Lagta hai
Phr chahay Suraj hi kyuen na ho Dheere Dheere Ughta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جنھیں احسان ہی نا ہو
ان کے ساتھ
کیسے گلے، کیسے شکوے
Jinhen Ehsas He Na Ho
Un Ke Sath
Kaise Gilly, Kaise Shikwy ?
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی کسی کے لیے،
اتنے اہم نہیں ہیں
جتنا ہم سوچتے ہیں۔
kabhi kisi ke liye ,
itnay ahem nahi hain
jitna hum sochte hain .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بے قدری تو ہونی تھی
ہم اس کو میسر جو تھے
Be-Qadari To Honi Thi
Hum Us Ko Mayasar Ju The
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب تک آپ اسے کرنے کے لیے اپنا قدم نہیں اٹھاتے۔
تب تک زندگی میں کچھ بھی مشکل لگتا ہے،
jab tak zindagi mein kuch bhi mushkil lagta hai ,
jab tak aap usay karne ke liye apna qadam nahi uthatay .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مجھے لوگوں کو پڑھنا نہیں آتا
مگر ان پر اعتبار کر کے سبق
ضرور مل جاتا ہے
Mujhe Logo Ko Parhna Nahi Aata
Magar Un Par Aitbar Kar K Sabaq
Zaror Mil Jata Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Inspirational Quotes in Urdu
کچھ نہیں ملتا اس دنیا میں محنت کے بغیر
مجھے اپنا سایہ بھی دھوپ میں جانے کے بعد ملا
Kuch nahi milta is dunya main mehnat ke baghair
Mujhay apna saya bhi dhoop main jane ke baad mila.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی زندگی ایک پل میں گزر جاتی ہے
کبھی زندگی کا ایک پل نہیں گزرتا
Kabhi Zindagi Aik Pal Main Guzar Jati Hai
Kabhi Zindagi Ka Aik Pal Nahi Guzarta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی ایک رات ہے۔
نہ جانے کتنے خواب ہیں
آپ کو جو ملا ہے وہ آپ کا ہے۔
جو ٹوٹا وہ خواب ہے
Zindagi aik raat hai .
nah jane kitney khawab hain
aap ko jo mila hai woh aap ka hai .
jo toota woh khawab hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندہ رہنا چاہو تو موت قیامت ہے
اور مرنا چاہو تو ” زندگی ” قیامت ہے
Zinda Rehna Chaho To Moot Qayamat Hai
Aur Marna Chaho To ” Zindagi ” Qayamat Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی ایک بار ملتی ہے
سراسر غلط تصور ہے
زندگی تو ہر روز ملتی ہے
دراصل موت صرف ایک بار ملتی ہے
Zindagi Aik Baar Milti Hai
Sara Sar Galt Taswar Hai
Zindagi To Har Roz Milti Hai
Dar Asal Moot Sirf Aik Baar Milti Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
“زخم کہاں سے آئے، ان باتوں کو چھوڑو
زندگی بتا کتنا سفر باقی ہے
Zakham kahan se aaye, un baton ko chhorro
zindagi bta kitna safar baqi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Good Quotes In Urdu
انسان غیروں سے ملی عزت
اور اپنوں سے ملی ذلت کبھی نہیں بھولتا
Insan Gairon Se Mili Izzat
Aur Apno Se Mili Zillat Kabhi Nahi Bhoolta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
“احساس کہتے ہیں”
امن سے رہو
درد کی اک ضد ہے کہ دنیا کو خبر دی جائے۔
Ehsas kehte hain “
aman se raho
dard ki ik zid hai ke duniya ko khabar di jaye .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خود پر یقین ہونا چاہیے
سہارے ہی تو بے سہارا کرتے ہیں
Khud Par Yakeen Hona Chahye
Sahaary He To Be-Bas Karty Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
“تم نے اپنے بند ہونٹوں کو اپنا سہارا بنایا ہے۔
سنا ہے کم بولنے سے بہت کچھ حل ہو جاتا ہے۔
Tum ne –apne band honton ko apna sahara banaya hai .
suna hai kam bolnay se bohat kuch hal ho jata hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی محبت کے بغیر ایسی ہے جیسے
وہ پیڑ جس میں پھول ہوں نہ پھل
Zindagi Muhabat K Bagair Esi Hai Jaise
Wo Pairr Jis Main Phool Hon Na Phal
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم سب رہتے تو ایک ہی دنیا میں ہیں
لیکن سب کی دنیا الگ الگ ہے
Hum Sab Rehty To Aik He Dunya Main Hain
Lekin Sab Ki Dunya Alag Alag Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی کو گھر سے نکلتے ہی منزل مل گئی۔
ہم جیسا کوئی ساری زندگی سفر میں رہا ہے۔
Kisi ko ghar se nikaltay hi manzil mil gayi .
hum jaisa koi saari zindagi safar mein raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
“خواہشوں نے بھٹکنا سکھایا
تو حقیقت نے سکھایا ہے کہ خاموشی سے جینا ہے۔
khawahishon ne bhatakna sikhaya
to haqeeqat ne sikhaya hai ke khamoshi se jeena hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
انسان جب زندگی کے امتحانوں سے گزر کر پتھر
ہوجاتا ہے تو کوئی دل دکھا بھی دے تو برا نہیں لگتا
Insan Jab Zindagi K Imtihano Se Guzar Kar Pathar
Ho Jata Hai To Koi Dil Dukha Bhi De To Bura Nahi Lagta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Insaan Quotes in Urdu
انسان دنیا کی واحد مخلوق ہے جس کے الفاظ میں زہر ہے۔
Insaan duniya ki wahid makhlooq hai jis ke alfaaz mein zeher hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو دل کے سچے ہوتے ہیں
وہ اکثر اکیلے ہوتے ہیں
Jo Dil K Sachy Hoty Hain
Wo Aksar Akely Hoty Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وقت گہرے سمندر میں گرا ہوا موتی ہے
جس کا دوبارہ ملنا نہ ممکن ہے
Waqat Gehry Samundar Main Gira Howa Mooti Hai
Jis Ka Dobara Milna Na Mumkin Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر کوئی اپنا نہیں ہوتا اور یہی حقیقت ہے۔
Har koi apna nahi hota aur yahi haqeeqat hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محبت تو اک احساس ہے
جس سے ہو جائے، بس وہی خاص ہے
Muhabbat To Ek Ehsas Hai
Jis Se Ho Jaye, Bas Wohi Khass Hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آپ وقت سے آگے نہیں چل سکتے لیکن آپ سوچ سکتے ہیں۔
Aap waqt se agay nahi chal satke lekin aap soch satke hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی کی لڑائی اکیلے ہی لڑنی پڑتی ہے
لوگ صرف تسلی دیتے ہیں ساتھ نہں
Zindagi Ki Larrai Akely He Larni Parti Hai
Log Sirf Tasali Dety Hain Sath Nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Zindagi Quotes in Urdu
غصے کے وقت تھوڑا رک جائیں
اور غلطی کے وقت تھوڑا جھک جائیں
زندگی آسان ہو جائے گی
Gusse K Waqat Thora Ruk Jayen
Aur Galti K Waqat Thora Jhuk Jayen
Zindagi Asaan Ho Jaye Gi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عظیم دماغ خیالات پر بحث کرتے ہیں
اوسط ذہن واقعات پر بحث کرتا ہے۔
چھوٹا دماغ لوگوں کے بارے میں بات کرتا ہے۔
Azeem dimagh khayalat par behas karte hain
ost zehen waqeat par behas karta hai .
chhota dimagh logon ke baray mein baat karta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جن میں تنہا چلنے کے حوصلے ہوتے ہیں
ایک دن انہی کے پیچھے قافلے ہوتے ہیں
Jin Main Tanha Chalne K Hoslee Hoty Hain
Aik Din Unhe K Piche Qaafly Hoty Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو آپ کو پریشان کرتا ہے اسے چھوڑ دو، کیونکہ یادداشت بوجھ سے بہتر ہے۔
Jo aap ko pareshan Karta hai usay chore do, Kyun kay yaddasht boojh se behtar hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Motivational Quotes in Urdu
آگ لگانے والوں
کو کہاں خبر
رُخ ہواؤں نے بدلہ تو
خاک وہ بھی ہونگے
Aag Lgaane Walon
Ko Kahan Khabar
Rukh Hawaon Ne Badla To
Khaak Wo Bhi Honge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
غلطیاں ان سے ہوتی ہیں جو محنت کرتے ہیں
بیکار لوگوں کی زندگی دوسروں کی برائی تلاش کرنے میں ختم ہو جاتی ہے۔
Ghalatiyan un se hoti hain jo mehnat karte hain
bekar logon ki zindagi doosron ki buraiee talaash karne mein khatam ho jati hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ لوگ مسکراہٹیں بکھیر کر بھی
یہ احساس نہیں ہونے دیتے کہ
وہ اندر سے مر چکے ہیں
Kuch Log Muskurahten Beekhair Kar Bhi
Yeh Ehsas Nahi Hone Dete K
Wo Andar Se Mar Chuke Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب کوئی سمجھدار انسان رشتے نبھانا چھوڑ دے تو سمجھ لینا کہ کہیں اس کی عزت نفس مجروح ہوئی ہے۔
Jab koi samajh daar insaan rishte nibhana chore day to samajh lena ke kahin is ki izzat e nafs majrooh hui hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Deep Lines in Urdu About Life
عہدہ اور رتبہ بھی ایک دن ختم ہو جاتا ہے لیکن اچھا انسان ہمیشہ اچھا انسان ہی رہتا ہے۔
ohda aur rutba bhi aik din khatam ho jata hai lekin acha insaan hamesha acha insaan hi rehta hai .
کہنے والوں کا کچھ نہیں جاتا
سہنے والے کمال کرتے ہیں
Kehne Walon Ka Kuch Nahi Jata
Sehne Wale Kamal Karte Hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوبصورت چہرہ بھی بوڑھا ہو جاتا ہے، مضبوط جسم ایک دن مر جاتا
ہے۔
Khobsorat chehra bhi boorha ho jata hai, mazboot jism aik din mar jata hai .
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
احسان کی خوبی یہ ہے کہ اسے جتایا نہ جائے
Ehsaan Ki Khoobi Yeh Hai K Usse Jitaya Na Jaye
♥You Might also Like ♥
◆ Success Motivational Quotes in Urdu